Song Lyrics:
dhuan dhuan ho raha hai sama
kahi toh hain aag lagi
ke ho na ho yeh tera kaam hain
ke shola badan hai tu hi
ke adaa se jahaan bhi
tu chala mera pyare
bhadke angaaren chuumke tere kadam
dhuan dhuan ho raha hai sama
kahi toh hai aag lagi
dekhi hai teri kasam
aaisi kahi mehfilein
ho dilwalein khiltein hue
haste machalte hue
par jab bhi jaane jigar
tujhse mili hai nazar
ekdum sulagne lage
seene mein taage-jigar
ke ada se jahaan bhi tu chala mere pyare
bhadke angaarey chuumke tere kadam
dhuan dhuan ho raha hai sama
kahi toh hai aag lagi
dekha hai jabse tujhe
apna bhi yeh haal hain
chingari aaisi lagi
ashqon se bhi na bujhe
tauba hai jaane adaa
yeh husn hain ya kehar
o bijli girati hasi
sholey girati nazar
ke adaa se jaha bhi
tu chala mere pyare
bhadke angaarein
chuum ke tere kadam
dhuan dhuan ho raha hain sama
kahi toh hain aag lagi
ke ho na ho yeh tera kaam hain
ke shola badan hain tu hi
ke ada se jahaan bhi
tu chala mera pyare
bhadke angaarey chuumke tere kadam
dhuan dhuan ho raha hain sama
kahi toh hai aag lagi
ke ho na ho yeh tera kaam hain
ke shola badan hai tu hi